zulf rukh say hatta k bat karo

zulf rukh say hatta k bat karo
raat ko din bana k bat karo
ashianay k charagh madhum hain tum zara
aankhain utha k baat karo koi taza fareb
danain ko tum zara muskara k baat karo
yeh bhi andazay guftagu hai koi jab karo dil dukha k bat karo.

No comments:

Post a Comment