Jana ! Qatil se kabhi pyar na mango

Jana ! Qatil se kabhi pyar na mango, apne hi galey ke liye talwar na mango, Jal jao kari dhoop mein khamoshi se lakin, apnon se kabhi saaya-e-dewar na mango

No comments:

Post a Comment